Tum Jo Mil Gaye Ho – Hanste Zakhm

1973

तुम जो मिल गए हो, तो ये लगता है
के जहां मिल गया
एक भटके हुए राही को, कारवां मिल गया

बैठो ना दूर हम से, देखो खफा ना हो
किस्मत से मिल गए हो, मिल के जुदा न हो
मेरी क्या खता है, होता है ये भी
के जमीं से भी कभी, आसमां मिल गया

तुम क्या जानो, तुम क्या हो
एक सुरीला नग्मा हो
भीगी रातों में मस्ती, तपते दिल पे साया हो
अब जो आ गए हो, जाने ना दूंगा
के मुझे एक हँसी, मेहरबा मिल गया

तुम भी थे खोये खोये, मैं भी बुझा बुझा
था अजनबी ज़माना, अपना कोई न था
दिल को जो मिल गया है, तेरा सहारा
एक नई जिन्दगी का, निशां मिल गया

Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya – (2)
Ek bhatke huye rahee ko, carvan mil gaya

Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya – (2)

Baitho naa dur hamse, dekho khafa naa ho – (2)
Kismat se mil gaye ho, milke juda naa ho – (2)
Meree kya khata hai, hota hai yeh bhee
Ke jamee se bhee kabhee aasama mil gaya
Ke jahan mil gaya

Tum kya jano tum kya ho, ek surila nagma ho
Bhigee raton me mastee, tapte din me saya ho
Tum kya jano tum kya ho, aab jo aa gaye ho
Jane naa dunga ke mujhe ek hasin mehraban mil gaya
Ke jahan mil gaya

Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya – (2)

Tum bhee the khoye khoye, me bhee bujha bujha – (2)
Tha ajnabee jamana, apna koyee naa tha – (2)
Dil ko jo mil gaya hai teraa sahara
Ek nayee jindagee kaa nishan mil gaya

Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ek bhatke huye rahee ko, caravan mil gaya
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya – (2)

Tum Jo Mil Gaye Ho – Hanste Zakhm